
Aik Ghareeb Aadmi Aur Hazrat Musa A.S
Hazrat Mosa A.S ka dor ma bani israell ma aik shaks tha jo behad gareeb tha yahan tak ka use aik waqat ki roti ka intizam nahota tha or faqe krta tha aik martaba wo jaraha tah to taste ma Hazrat MOSA A.S mil gaye us na dakha ka ya to Allah ka nabi han kaleemullah han Allah sa kalam karna jarahae han to us na kaha ka ap Allah sa faryaad karen ka us na mere hisay ma jo rizaq da rakha ha wo mjhe aik bar he da da is liye ka ma taqreeban har roz he faqa karta hun kabhe khana milta ha kanhe nae is liye ma aik martaba he shakam seer ho kar kha skon Hazrat Mosa A.S na us ki faryad Allah ka samna rakhe to Allah na us ki dua qabool farma li or kuch bakriyan or gandum ki boriyan or kuch anaj us ka hawala kar diya gaya or kaha ka ya tmhare muqadar ma rizq ha Hazrat Mosa A.S ko aik sal bad yad aya ka aik admi na apna muqadra ka rizaq manga tha ab us na wo kha lia ho ga ya ab kia ho raha ho ga ap ko tajasus hoe or ap us ki jhonpari ka pas gaye to dakha ka wahan aik bohat bara mahal mojood ha andar dakha to bohat bara dastarkhwan bicha hua tha or us par kafi mehmaan the age ja kar dakha to wahe shaks aik takht par betha hua tha us na shahi labas pehna hua tha Hazrat Mosa A.S ya dakh ker heeran ho gaye or kehne lage ay Allah is ka muqadar ma to sirf chand boriyan or bakriyan tha ya kia ha Allah na Hazrat Mosa A.S ko jawab dia ka is na mere sath tajarat ki or tajarat is ma faida hua Hazrat Mosa A.S na farmaya Ya Allah kase tajarat Allah na kaha ka tajarat yeh ha ka mane is kom jo kuch dia agar wo ise sirf apne liye istamal katrta lakin us na is ma sa gareebon ko khilana shuru kar dia doston ki dawaten ki to is ka nateja ya hua ka mere sunnat yeh ha ka jo mujh par aik ropay khurch karta ha ma use 10 guna ata farmata hun or isi waah sa aaj us ka pas mahlat han or malodolat ha Mashallah yeh ha zakat ki barkat jo shaks Allah sa tajarat karta ha wo yaqeenan nafah pata ha kun ka Allah ka wada ha jomujh par aik ropay khurch karta ha to ma us ko 10 guna ziada ata farmata hun
Aik Ghareeb Aadmi Aur Hazrat Musa A.S totkay in urdu | |
102 Likes | 102 Dislikes |
10,994 views views | 508K followers |
People & Blogs | Upload TimePublished on 12 May 2017 |
Không có nhận xét nào:
Đăng nhận xét